Home
2023
Arko
Raaste Lyrics - U-Turn (2023) | Asit Tripathy
"
Raaste " Lyrics : Presenting the lyrics of the song Raaste from the Hindi movie "
U-Turn " (2023). The song is sung by
Asit Tripathy , Music composed by
Arko , and Lyrics are penned by
Rashmi Virag .
Raaste Song Details
Song: Raaste
Movie: U-Turn (2023)
Language: Hindi
Singer: Asit Tripathy
Lyricist: Rashmi Virag
Music: Arko
Starring: Alaya F., Priyanshu Painyuli, Aashim Gulati
Music Label: Zee Music Company
Raaste Song Lyrics
Raaste juda juda huye
Khwaab kyun khafaa khafa huye
Baarishein bhigaa ke yun gayi
Jal bujhe dhuaan dhuaan huye
Raaste juda juda huye
Khwaab kyun khafaa khafa huye
Baarishein bhigaa ke yun gayi
Jal bujhe dhuaan dhuaan huye
Ye tera aur mera kaarwaan
Ik lamhe mein tham sa gaya
Wo tera aur mera aasmaan
Door peechhe kahin reh gaya
Khoya khoya laapata
Kyun na khud se vaasta
Jis jagah mile the hum kahin
Aaj tak ruka hoon main wahin
Kuch nahi bacha hai ab yahaan
Pahli si wo khushbuyein nahi
Ye tere aur mere darmiyaan
Kuch na kuch rah gayi khaamiyaan
Wo tera aur mera aashmaan
Door peechhe kahin rah gaya
Khoya khoya laapata
Kyun na khud se vaasta
Khoya khoya laapata
Kyun na khud se vaasta
Raaste Official Video Song
VIDEO