Yeh Nazar Lyrics - I Love You | Adnan Sami

yeh nazar lyrics

"Yeh Nazar" Lyrics : Presenting the lyrics of the song Yeh Nazar from the Hindi movie "I Love You" (2023). The song is sung by Adnan Sami, Music composed by Clinton Cerejo and Bianca Gomes, and Lyrics are penned by Hussain Haidry.

Yeh Nazar Song Details

Song:Yeh Nazar
Movie:I Love You (2023)
Language:Hindi
Singer:Adnan Sami
Lyricist:Hussain Haidry
Music:Clinton Cerejo, Bianca Gomes
Starring:Rakul Preet Singh
Music Label:Saregama Music

Yeh Nazar Song Lyrics

Nadan Hai Ye Nazar
Duniya Se Bekhabar
Karti Hai Ye Safar
Le Asar
Halki Halki Bekhudi Ka

Nadan Hai Ye Nazar
Lahron Si Laut Kar
Aati Hai Tere Dar
Le Asar Khumar Ka

Yun Hi Jo Talab Hai
Haaye Kya Ghazab Hai
Ye Mitane Se Mite Na

Baazi Jo Lagaun
Khud Hi Haar Jaun
Tujhse Jeetu Kya
Mere Hi Bas Mein Na
Ye Silsila Haan

Nadan Hai Ye Nazar
Lahron Si Laut Kar
Aati Hai Tere Dar
Le Asar Khumar Ka

Aati Hai Tere Dar
Le Asar Khumar Ka

Yeh Nazar Official Video Song

Related Posts