"Tujhe Dekh Ke" Lyrics : Presenting the lyrics of the song Tujhe Dekh Ke from the Hindi album "Tujhe Dekh Ke" (2024). The song is sung by Shahid Mallya, Music composed by Anu Malik, and Lyrics are penned by Azeem Shirazi.
Tujhe Dekh Ke Song Details
Song: | Tujhe Dekh Ke |
---|---|
Album: | Tujhe Dekh Ke (2024) |
Language: | Hindi |
Singer: | Shahid Mallya |
Lyricist: | Azeem Shirazi |
Music: | Anu Malik |
Starring: | Azeem Shirazi |
Music Label: | Zee Music Company |
Tujhe Dekh Ke Song Lyrics
Tujhe Dekh Ke Ache, Ache Shayar
Shayari Karna Bhool Gaye
Tu Ghalib Ki Woh Ghazal Hain Jana
Jise Ghalib Likhna Bhool Gaye
Kaun Hain Tu, Kya Hain Tu
Kaun Hain Tu, Kya Hain Tu
Ye Dil Ye Dil Jane Na
Tujhe Bhoolna Tujhe Chod Dena
Mumkin Nahi Janeja
Ho Tujhe Dekh Ke Ache Ache Shayar
Shayari Karna Bhool Gaye
Tu Ghalib Ki Woh Ghazal Hain Jana
Jise Ghalib Likhna Bhool Gaye
Ho Likh Ke Teri Tarife Sari
Maine Kalam Hi Tod Diya
Isiliye Toh Maine Tujhse
Dil Ka Rishta Jod Liya
Ho Likh Ke Teri Tarife Sari
Maine Kalam Hi Tod Diya
Isiliye Toh Maine Tujhse
Dil Ka Rishta Jod Diya
Maine Duniya Dekhi Hain Par
Tere Jaisi Baate Kaha
Tujhpe Najar Padte Hi Jana
Maine Sab Kuch Chhod Diya
Maine Sab Kuch Chhod Diya
Aankhe Teri Padhte Padhte
Kitabe Padhna Bhool Gaye
Tu Ghalib Ki Woh Ghazal Hain Jana
Jise Ghalib Likhna Bhool Gaye
Kaun Hain Tu Kya Hain Tu
Ye Dil Ye Dil Jane Na
Tujhe Bhulna Tujhe Chod Dena
Mumkin Nahi Jana
Tujhe Dekh Ke Ache Ache Shayar
Shayari Karna Bhool Gaye
Tu Ghalib Ki Woh Ghazal Hain Jana
Jise Ghalib Likhna Bhool Gaye
Jise Ghalib Likhna Bhool Gaye
Jise Ghalib Likhna Bhool Gaye
Written By: Azeem Shirazi