Aasma Aasma Lyrics - Do Deewane Seher Mein | Jubin Nautiyal

Aasma Aasma Lyrics

"Aasma Aasma" Lyrics : Presenting the lyrics of the song Aasma Aasma from the Hindi movie "Do Deewane Seher Mein" (2026). The song is sung by Jubin Nautiyal and Neeti Mohan, Music composed by Hesham Abdul Wahab, and Lyrics are penned by Abhiruchi Chand.

Aasma Aasma Song Details

Song:Aasma Aasma
Movie:Do Deewane Seher Mein (2026)
Language:Hindi
Singer(s):Jubin Nautiyal, Neeti Mohan
Lyricist:Abhiruchi Chand
Music:Hesham Abdul Wahab
Starring:Siddhant Chaturvedi, Mrunal Thakur
Music Label:Saregama Music

Aasma Aasma Song Lyrics

Ude Baadalon Pe Chal
Bana Le Koi Jahan
Jahan Tera Hi Mile
Nishaan, Nishaan, Nishaan

Ude Baadalon Pe Chal
Bana Le Koi Jahaan
Jahan Tera Hi Mile
Nishaan, Nishaan, Nishaan

Khwabon Mein Jo Basa
Woh Seher Mil Gaya
Khwabon Mein Jo Basa
Woh Seher Mil Gaya
Tu Mila Hain Toh
Lag Raha Hain Ki
Mujhko Ghar Mil Gaya

Aasma Aasma
Dil Mera Aasma
Udd Chala Ab Tere Saath Mein
Kyun Kaha Sochenge Baad Mein

Aasma Aasma
Dil Mera Aasma
Udd Chala Ab Tere Saath Mein
Kyun Kaha Sochenge Baad Mein

Ude Baadalon Pe Chall
Bana Le Koi Jahan
Jahan Tera Hi Mile
Nishaan, Nishaan, Nishaan

Ude Baadalon Pe Chall
Bana Le Koi Jahan
Jahan Tera Hi Mile
Nishaan, Nishaan, Nishaan

Seene Pe Tere Ho Sar
Chhota Sa Ho Ek Ghar
Rahein Dono Jahan Na Rahe
Tujhko Khone Ka Koi Bhi Darr

Tere Bin Tha Kya
Tere Bin Tha Kyun
Haan Sochu Main Aksar Yehi
Ab Toh Tujhse Hi
Saari Yaari Hain
Haan Mujhko Hua Hain Yeh Kya Kya Pata
Tu Hi Bata

Aasma Aasma
Dil Mera Aasma
Udd Chala Ab Tere Saath Mein
Kyun Kaha Sochenge Baad Mein

Aasma Aasma
Dil Mera Aasma
Udd Chala Ab Tere Saath Mein
Kyun Kaha Sochenge Baad Mein

Khwaabon Mein Jo Basa
Woh Seher Mil Gaya
Tu Mila Hain Toh
Lag Raha Hain Ki
Mujhko Ghar Mil Gaya

Aasma Aasma
Dil Mera Aasma
Udd Chala Ab Tere Saath Mein
Kyun Kaha Sochenge Baad Mein

Aasma Aasma
Dil Mera Aasma
Udd Chala Ab Tere Saath Mein
Kyun Kaha Sochenge Baad Mein

Ude Baadalon Pe Chal
Bana Le Koi Jahan
Jahan Tera Hi Mile
Nishaan, Nishaan, Nishaan

Written By: Abhiruchi Chand

Aasma Aasma Official Video Song

Related Posts