Questions Lyrics - Dreams and Deeds | Bassick

Questions Lyrics

"Questions" Lyrics : Presenting the lyrics of the song Questions from the Hindi album "Dreams and Deeds" (2024). The song is sung by Bassick, Music composed by Bassick, and Lyrics are penned by Bassick.

Questions Song Details

Song:Questions
Album:Dreams and Deeds (2024)
Language:Hindi
Singer:Bassick
Lyricist:Bassick
Music:Bassick
Music Label:T-Series

Questions Song Lyrics

Kuch Poochhne Sawaal
Tujhse Jind Jaaniye
Tera Bhi Wahi Jo
Mera Haal Jaaniye

Kya Hai Tujhe Bhi Malaal
Koi Keh Toh Daaliye
Kyu Na Jaaun Main Toh
Kya Ye Aaj Kaafi Hai
Mere Haathon Ko Tu Thaame Rakhna
Dil Ki Dooriyan Ko Baandhe Rakhna

Toote Na Sapna Kandhe Pe
Sula Ke Rakhna
Kya Tumhe Bhi Mehsoos
Hoti Meri Saanse
Jab Haath Mere Likhe Tere
Baare Mein Yu Baatein Kuch

Ya To Main Yun Keh Dukh
Narm Se Dhage Tere
Mere Darmiya Jo Baandhe Ruh

Jo Main Kabhi Khaamoshi Mein
Bethun Ga Kinare
Kya Tum Bagal Mein Mere Bhi
Aa Ke Jaanoge Wajah Thi Kya

Aur Kabhi Jo Akela Paake
Khud Ko Hi Main Kosu Toh
Accha Hi Aage Na Doge Kya Tum

Yun Hi Bethta Hoon Leke Main
Ye Khwaab Jaaniye
Khwaab Na Sahi Toh
Phir Sawaal Maaniye

Kabhi Bano Meri Rahbar
Toh Phir Baat Kya Hi Hai
Raah Jo Mili To Ek Hi Aas Baaki Hai
Ki Mere Haathon Ko Tu Thaame Rakhna
Dil Ki Dooriyan Ko Baandhe Rakhna
Toote Na Sapna Kandhe Pe Sula Ke Rakhna

Kya Jab Zindagi Se Haaru Ga
Tou Jeet Ban Ke Lauto Ga Tu
Jab Main Kabhi Ro Doon
Aansoo Pochhne Bhi Pahunchoge Kya

Kabhi Jo Gire Ba Mera
Sunna Sa Lage Toh Kya
Taabeed Bhi Peron
Doge Haan Tum

Kisi Shaam Mein Jaan E Jaa
Ye Sawaal Bhi Rahe Ya Na
Meri Saanse Bhi Chale Aana
Kya Us Shaam Bhi Rahoge Yahaan Tum

Kya Galat Kya Sahi Hai
Abhi Tak Jaanu Na
Kashtiyon Mein Baitha
Bas Kinare Dhoondhta

Gehre Samandar Mein
Lehraye Bann Ke Lene Aao Na
Yun Hi Har Sawere
Har Shaam Gaaun Ga

Saanse Meri Thaam Lo Jaan E Jaa
Milunga Wahan Tum Jahan
Ki Mere Haathon Ko Tu Thaame Rakhna
Dil Ki Dooriyan Ko Baandhe Rakhna
Toote Na Sapna Kandhe Pe
Sula Ke Rakhna

Written By: Bassick

Questions Official Video Song

Related Posts